Sardi
me sardi nahi hoti,
Na garmi me dhup ka yehsaas,
Jab pyar me magam ho jaaye dil,
Kya sardi, kya garmi, jab pyar ka mausam ho paas
Haan dil ko pathar banaake,
Dil me pyar ka lakheer likha,
Ab na ye lakhir mit sakthi hai
Aur na, koi pyar ka nishaan..
Bathtamizi nahi tho aur kya,
Huin hadh se guzarna?
Bekhudi me huin- apno ko chod de
Aur khud kisi ka nahona?
Nadahi kaho, ya jawani ki gustakhi,
Hum jo kar baite hai, wo nahi hogi maafi,
Upar khuda ko bhi darr hai,
Ki hum uske bhi kabi ho payenge ki nahi...
Chalo milte hai, upar wale se bhi kabi,
Aur pooche the hai pyar ke hakoomat,
Jab zindagi khatm to janaza nikhle,
Jab pyar khatm to maut ki bhi nahi naimat...
Ye silsila raha hai pyar ka sadiyon
Dil thod ke baitein hain barson se
Intazaar ab meherbaani ki hai,
Khuda se ya phir maut se!!!!
No comments:
Post a Comment