13 Apr 2009

gale ki teri mai haar ban jaoon
jaoon tho jaoon main kidhar jaooon

sine me dhadaktha dil hai tu
behthe ansoon ki kasam
in ankhon ke sapne me tu

chalte kadmon ki manzil hai tu
chanak thi payal ki kasam,
in gungruvon ki jhankar me tu

tanha udthi hawaoon me tu
aahat se bhari saans ki kasam
har saans ka sarkar hai tu,

andhere me dikhta hraag hai tu
us utthe sooraj ki kasam
har subhah ki roshni lata hai tu

ye hont jise chahe, vo pyala hai tu
in rooke hoton ki kasam,
inhe choomne ki mohtaj hai tu....

gale ki teri mai haar ban jaoon
jaoon tho jaoon main kidhar jaooon

4 Apr 2009

I dont know if everyone thinks like me or not, but a gist of it i realised in makrandji's words.